MAXICAN MYSRETY.
zone of silence scientist ke liye ek mystery hai yahan compass gps ya koi bhi electronic product kaam nhi krta
zone of silence (what is zone of silence)
dunia bhar ki kai esi jagah jo apne aap me ajibogarib hai lagbhag puri tarah se banjar is jagah pr aate hi sare electronic instrument ekdum se kaam krna band kr dete hai
research me ab tk yah nhi khoj sake ki khir maxico ke is disert me redio fricuncy kyu bekar ho jati hai
yahi vo jagah hai jise ZONE OF SILENCE kahte hai
sabse pahle is jagah ke bare me saal 1970 me shodh shuru hua tb ek american misile yaha pohochte hi crash ho gyi
uske crash hone ki wajah pt lgane jb expert yahan pohche to dekh ki unka gps teji se gol chakkar lga rha hai aage janch ki to pta lga ki yahn compaas ya gps ya koi bhi electronic upkarad kaam nhi krta yah ek tarah ka DARK ZONE tha jahan tv signal , redio , short vev ya setelite singal tk nhi pohoch pa rhe the team ne is lagah ko ZONE OF SILENCE naam de diya
kyu band ho jate hai yaha upkaran
iske turant baad hi maxican sarkar ne yaha ek vishal lab tayyar ki jise THE ZONE naam diya gya bataya gya ki yha ke rahasyou ko janne ke liye ye lab bni hai sath hi is ajeebo garib jagah ki kido-makodo pr bhi shodh ho rha hi shuruati reseach bta rhi hai ki ZON OF SILENCE me magnetic gud hai jiske karan yaha sare upkaran bnd ho jate hai halanki iski vajah bhi samne nhi saki ki yah gud kis vjah se hai vaise ye samne a chuka hai ki isi jagah pr aaj se lakho saal pahle samudr(SEA) tha jise THE SEA OF THETYS kahte hai yaha yeh jagah tb samudra ka dhratal rhi hogi
yahan ke rahne wale logo ka ZONE OF SILENCE ko lekar alag hi vishvas hai ve mante hai ki yaha kisi parlaokik takat ya fir eliance ka basera hai .
0 Comments
Thank you for the comment